uski jado mein laga hai thoda ghun kyun

tumhari nazron se maine dekha hai muhjko chumbak ki bhati chhua hai sabko kab kya jud gaya, kaisey bataun kab kaun mud gaya, kisko jataun jindagi ko aisey hi jiya hai mainey, kuchh nahin sach mein kabhi kiya hain mainey jo bhi hai, wo sab hua hai bas yun mat poochho ki sakht hai darakht … Continue reading uski jado mein laga hai thoda ghun kyun